How to delete WhatsApp Account in Easy Step Don't Mess with your Privacy || Delete Your Account

Share:


How to delete WhatsApp Account in Easy Step




 
Hello Guys

apko pata hi hoga whatsapp ne apni new privacy launch ki jisme whatsapp batata hai ki wo hamare contact location or private data ko facebook ke sath share karega us din se hafda dhafdi machi hui hai logo ne whatsapp ka istemal kam kar diya hai or whatsapp ke users me bhi bahot changes hua hai 

ab hame kya karna or kya na karna chahiye agara apko ye lagta hai ki whatsapp hame jo services de raha hai uske badale me uska itna to hak banata hai or yadi apko lagata hai ki ye galat ho raha hai or aap apni privacy ke sath chedchad nahi karna chahte to whatsapp ke badle me kahi options hai like signal etc...


aaj is blog me ham bat karege ki kese aap apne whatsapp account ko permantelty delete kar sakte hai me is blog me jo step bata raha hu apko same vese hi krna hai or apko apna whatsapp account ko delete karna hai 


Steps 


Step-1

apko pehle apna whatsapp application ko open kar dena hai bad me apko upar 3 dots dikhai denge vaha click kr dena hai 👇 👇 



Step-2

uske bad apko vaha 5 options dekhne ko mil jayege kuch is tarah us option me se apko Setting ke option par Click kr dena hai 👇 👇 





Step-3

Us Option Me jake Apko Account par click kr Dena hai 👇 👇 







Step-4

Fir apko kuch is tarah ka interface dekhne ko mil jayega apne usme delete my account par click kar dena hai click krte hi apko new page me le jayega



Step-4

Delete My Account ko Select Karna hai bad ka process nice ke ss me hai 👇 👇 


Step-5

Then Apko Apna Mobiel Number Dalkar delete my Account par click kr dena hai or otp ayega bad me apka account disable ho jayega

to dosto kesa laga apko blog jarur batana or whatsapp account ko delete krke ap bhi apni privacy ko safe kre 

Thank You...
Jay Hind



https://api.somelinesforyou.com/upload/





No comments