oldest university in the world || Nalanda university || Nalanda vishwavidyalaya || Nalnada history

Share:
oldest university in the world || Nalanda univercity || the heritage of Nalnada || 



nalanda vishwavidyalaya

HELLO FRIEND , india prachin kal me vidhya ka kendra tha . vishav ki partham university bhi india me hi thi . ye university me diya gaya shikshan aaj ki koi university de nahi sakti . is liye to prachin university ka mahatv apna alag hi raha he .lekin is padhatio ko angrejo badal kar kitabi gyan ko dakhal kiya varna aaj bhi vohi shikshan padhati hi chalti hoti .to aaj me apko esi hi india ki prachin  nalanda university ke bare me batauga .



⏬ ⏬ NALANDA VIDHYAPITH  ⏬ ⏬  

Nalanda university

5 vi Shatabadhi me moryavansh ke shashan ke doran hal ke bihar me banane me aayi nalnda vidhyapith vishav vikhyat thi .

12 vi sadi tak shuru rahi ye university me chin , shrilanka , korea aadi desho ke bacho bhi abhayas karne ke liye aate the . 

➤ ye university ki sanskruti me baudh aur jain parmpara ka bahut hi mahatva tha .

➤ is university me  Mahavir sawami  ne 14 chaturmas kiya tha isliye ye sathal jaintirth bhi ban gaya tha .

5 vi sadi me kumargupt ne vihar banaaya tha iske bad iski samrudhi me badhava ho gaya tha .

5 vi sadi se 12 sadi tak bharat ke sabhi rajao ne apna yogdan is nalnda ke vikas ke liye doiya thaa.
nalanda university image from distance


➤ mahan musafar uvan shyang ne bhi is university ki mulakat li thi . lekin aaj is university khander halat me padin huvi he .

➤ is university me se abhyas karke bahar nikla vidhyarthi shreshth mana jata he .

➤ in university me sanshodhan ke liye khando bhi the . 

7 vi sadi me uuvan shvang ne bhi mulakat  li thi vo apne sath  chin 657 haastlikhit grantho ko le gaya tha . chin ka fee han bhi is univercity ka vidhayarthi tha .

➤ university me 7 bade khand the aur vyakhyan ke liye 300 se bhi adhik khando the .vidhyarthi ko rahne ke liye matho bhi the . is university me 9 matho aur bodh mandir the .
nalanda university

➤ gavo me se milti avak me se vidhayarthi ko bhojan aur vastro ko vinamulya ko pura padne me ata tha . iski garthalayo bale vistar ko "dharmganj" se jana huva he .

➤ parachin samay me 2000 shikshako aur 10000 student abhyas  karte the . usme adhyatmak , vayakran , jyotish , tarkshashtra , maths , uake alava tabib vidhyao ka gyan vidhayarthio ko diya ja sakta tha . 

➤ is university me 9 mali ki  library  aur bodha sadhuo ki rahne ki sagvad thi . is sathl pe bahut sidio bale bandhkam mil aye he .nalnda ki mukhay bodh satup me budh ki vishal partima he .  

➤ san ki 5 vi sadi  se 11 vi sadi tak nalanda ki khyati aur suparsidh vidhyakendra bani rahi .


 THANK YOU
#KNOWLEDGE GURU


IF YOU LIKE THIS BLOG THEN SHARE WITH YOUR FRIENDS #KNOWLEDGE GURU

  

No comments