Albert Einstein || Albert Einstein Biography || Albert Einstein History || Albert Einstein information

Share:
hello friends, aaj ki duniya me kai sare sanshodhan ho gaye he jiske upyog se manavi apna sukhakari aur bhogvilas ka jivan ji sakta he .ap imagine karo ki purane samay me kisi bhi vaykati ne koi bhi chij ka sanshodhan hi nahi kiya hota to aaj hamara jivan kesa hota ?? nahi esi koi bhi chij nahi he jinka sanshodhan hamare liye upyogi na ho . ese vaigyaniko ko mera salam he jinhe hamako kai chij di aur de rahe he .  to aaj me apko ese hi vaigyanik ALBERT EINSSTEIN ke bare me batauga is scientist ka nam to kaun nahi janta .
Albert Einstein || Albert Einstein Biography || Albert Einstein and  his invention

albert  einstein


  visavi sadi ke vishav vikhyat scientist aur sapexvadke parneta albert Einstein ka janm 14 march 1879 me dakshini  jarmani ke alm nagar me ek madhyamvargiy yahudi kutumb me huva tha.


   janm ke ek sal bad uske samagra kutumb mayunhin shahar me sathlantar ho gaye the .uske pita ek electro - cemical fectory shuru ki thi .uske uncle jecob  bhi  fectory me sath dete the .sab log ek hi ghar me rahte the.

  albert einstein ka jivan bahut hi asamany tha vo der se bolna sikhe the .iske liye uske mata pita ko uski bahut hi  chinta hoti thi .

  vo uske age ke bacho ke sath khelne nahi jate the aur alasu bhi the . vo sharir ko kasht nahi dete the .usko sainik ki pared dekhne ka bahut hi.shokh tha . is pared se vo parerna bhi lete the .

 uske mata - pita music ke divane the aur bithvan namak music ke samrat ke divane the .albert ne 6 sal ki age me vayolin bajane ki training leneki shuru ki aur jab bhi vo thak jate the tab iska anad lete the .

 uske ghar ke najdik cetholiko ke davara chalti shala me albert ko bharati kiya .10 sal ki age me albert ko madhyamik shala me dakhil kiya esi shala ko "jimnesgiyam" kahte the . is shala me dharm ka bhi gyan diya jata tha .usko dharm me bahut ras nahi tha .

 albert ko uske chacha jekob se maths me bijganit ke alava bhumiti me khub protsahan mila tha .

albert Einstein

⇒ albert 15 sal ke the tab uske pita ko dhandhe me arathik mushkeli huvi . is ke chalte electric ka vayvsay bandh karna pada .uske bad vo itli ke milan shahar me rahne chale gaye . albert jimneshiya me uska diplo me abhayas khatam kiya tha .

⇒ usko maths ke siva koi subject me dilchasti nahi thi aur harroj karini padti kasarat bhi pasand nahi thi .akhir me usko ye shala me se nikal diaya .

⇒ usne switzerland ki savis fedaral politechnik shala , zuirich ki parvesh exam di .lekin usme vo pass na ho sake . uska maths achha tha lekin bhasa aur jivvigyan me kamjor the .

⇒ politechnik ke principle albert ke maths se parbhavit hokar pass hone ki laykat de di aur shala me dakhil kiya .is shala me kasarat ka koi niyam na hone ke karan yaha vo parfulit pahne lage .yahi pe teacher bhi student ko protasait karte the .
SAPEXVAD



⇒ usne yaahi apna abhyas khatam kiya aur bhautik shashtra ke teacher banane ka abhyas pasand kiya.usko zurichi me arthik taflik hoti thi .

⇒ pita ko dhandhe me huve nukshan ke karan arthik sahay milna bandh ho gayi thi .is tarah usne university me apna abhyas pura kiya .akhir me kaya pata albert ese kaun se kam kiye ki  albert ko teacher ki job na mil saki .

⇒ albert ne barn me sathit savis petant office me nokari savikar li .iske alava usne savaadhyayn aur sanshodhan bhi shru kiye .

⇒ is dauran hitlar ke nazi dal ne zor kiya tha .usko yahudi se dushmani thi , is liye nazi ke sathal pe yahudi suraxit nahi the .

⇒ barn me sarkari office ki nokari ke dauran san 1905 me usne jagat ko sapexvad ke sidhant ki bhet di .ye sidhant bahut hi agaty ka tha jinka paryog parmanu bomb banane me  bhi upyog hota tha .

⇒ ek niyam tha ki darvay ko urja aur urja ke darvay me rupantarit kiya ja sakta he ye bhi albert ka hi niyam he .

⇒ E = m(c*c) usme E = urja , m = chij ka darvay , c = 3*(10)^10 m/secound ye niyam ka ganitik savrup he .

⇒ san 1909 me usko zaruchi university ke parofesar ke daur pe niyukat kiye gaye.

albert Einstein


⇒ dusare vishav yudh ke bad yahudi ke desh izarail ki sathapna thi .iske naye precident bane ki offer albert ko di gayi thi lekin usne kaha ki me to vigyan aur bhautik viogyan ke vishay ke parshan ko solve kar sakta hu lekin manav aur manavta ke parshan ko nahi .

⇒ albert Einstein  ko bhautik vigyan aur fotoelectic asar aur sapexvad ke sarvotam sanshodhan ke liye san 1921 ka nobel paritoshik diya gaya tha . uske bad ye sidhanta ko raju kiya gaya aur cosmology - barmhand vigyan ke sanshodhan peparo pe parshidh huve .


⇒ san 1950 me usko unifaild fild ka sidhant jahir kiya . 24 pane ka ye sidhant me gurutavakashan ka sidhant aur vidhyut chumbakiy xetro ke lagte niyamo ko ek sutrmala se sayojaya .

⇒ parmanu bomb ke saharak aur vinashak upyog ke vo bade virodhi the .ye parchand vinashak ki shodh ke piche uska bhi yogdan tha . shanti ke pita gandhi ke sath bhi uskaa patrvayvhar kiya tha .

⇒ albert Einstein ka avsan 18 april , 1955 ke roj  amerika ke prisnan me huva .paramanu ke visfotak upyog se huve sahark vinash se vo marutyu tak bahut hi dukhi the.

THANK YOU
#Jk Tech Studio
   

IF YOU LIKE THIS BLOG THEN SHARE WITH YOUR FRIENDS #KNOWLEDGE GURU

  
Share on Whatsapp

Post a Comment

1 comment: